Tuesday, July 03, 2007

shehar

saal ki pahli baarish mein dhula hua ye shehar...
roshni aur chakachaundh mein ghula hua ye shehar...
jaane kya maangta hai, aasmaan chahta hai...
apni hi zameen ko bhoola hua ye shehar...